Roman script

raja ko rani se pyaar ho gaya

pehli nazar mein hi khumaar ho gaya

dil jigar dono ghaayal huye

teere nazar aar paar ho gaya

raja ko rani se pyaar ho gaya

raja ko rani se pyaar ho gaya

pehli nazar mein hi khumaar ho gaya

dil jigar dono ghaayal huye

teere nazar aar paar ho gaya

raja ko rani se pyaar ho gaya

raahon se raahein, baahon se baahein

milke bhi milti nahin

ho, hota hai aksar armaan ki kaliyaan

khilke bhi khilti nahin

he phir bhi na jaane kyun nahin maane

phir bhi na jaane kyun nahin maane

deewana dil beqaraar ho gaya

raja ko rani se pyaar ho gaya

pehli nazar mein hi khumaar ho gaya

dil jigar dono ghaayal huye

teere nazar aar paar ho gaya

raja ko rani se pyaar ho gaya

rani ko dekho, nazrein mili to

aankhein churaane lagi

karti bhi kya voh sar ko jhukaake

kangana ghumaane lagi

hey raja ne aisa jaadu chalaaya

raja ne aisa jaadu chalaaya

na karte karte ikraar ho gaya

raja ko rani se pyaar ho gaya

pehli nazar mein hi khumaar ho gaya

dil jigar dono ghaayal huye

teere nazar aar paar ho gaya

Explore this song