Roman script

raja kaise baithoon tohri motariya ma

log tukur tukur dekhenge bajariya ma

raja kaise baithoon tohri motariya ma

log tukur tukur dekhenge bajariya ma

tu to dil leke jane kaha jayega

tu to dil leke jane kaha jayega

daag lag jayega mori umariya ma

raja kaise baithoon tohri motariya ma

log tukur tukur dekhenge bajariya ma

gadi gadi kahae aise robe jamaye

dekhe jaha jaha waha aankh dikhaaye

gadi gadi kahae aise robe jamaye

dekhe jaha jaha waha aankh dikhaaye

gore gore tan ko ma kaise chhune du

balpan se dard hai kamariya ma

gore gore tan ko main kaise chhune du

balpan se dard hai kamariya ma

tu to dil leke jane kaha jayega

daag lag jayega mori umariya ma

jiya ko jalaye kahe kare chhed khani

aaunga kabhi na teri baato mein deewani

jiya ko jalaye kahe kare chhed khani

aaunga kabhi na teri baato me diwani

paas aaya to pata hai fans jaunga

rani jadu hai chhupa tohri nazariya ma

paas aaya to pata hai fans jaunga

rani jadu hai chhupa tohri nazariya ma

tu to dil leke jane kaha jayega

dag lag jayega mori umariya ma

suni suni raaho mein kyu pakde kalai

chhod  mohe saiya na to dungi me duhai

suni suni raaho mein kyu pakde kalai

chhod  mohe saiya na to dungi mein duhai

rani bachke kaha tu aise jayegi

tohe seene se laga lunga kothariya ma

rani bachke kaha tu aise jayegi

tohe seene se laga lunga kothariya ma

raja kaise baithoon tohri motariya ma

lag tukur tukur dekhenge bajariya ma

aaja aake baith ja mori motariya ma

log dekhe to dekhe bajariya ma

Explore this song