Roman script

rahiman ishq ka dhaga re

kabahu mat chatkana re, kabahu mat chatkana re

chatak jaye judna mushkil

judey ganth par jana re, judey ganth par jana re

rahiman ishq ka dhaga re, rahiman ishq ka dhaga re

khade sab ishq ke dware, raja rank sabhi hare

ishq ki bhul bhulaiya mein bhatak rahe alim hai sare

koi kahe ishq samandar hai, koi kahe behad sundar hai

koi kahe dil ke bahar hai, koi kahe dil ke andar hai

jo tera wahi sikandar hai dub ke humne jana re

dub ke humne jana re, dub ke humne jana re

rahiman ishq ka dhaga re

kabahu mat chatkana re, kabahu mat chatkana re

chatak jaye judna mushkil

judey ganth par jana re, judey ganth par jana re

rahiman ishq ka dhaga re, rahiman ishq ka dhaga re

ishq fitrat se fakkad hai, ishq mein hadbad gadbad hai

ishq ghar shehar ko bhule hai, ishq toh mahabhullakad hai

ishq ka chaand sa hai mukhada, ishq kaleje ka tukada

ishq toh saanson ki dori, ishq toh dil ka hai dukhada

ishq se juda na hona re, ishq ko na thukaraana re

ishq ko na thukaraana re, ishq ko na thukaraana re

rahiman ishq ka dhaga re

kabahu mat chatkana re, kabahu mat chatkana re

chatak jaye judna mushkil

judey ganth par jana re, judey ganth par jana re

rahiman ishq ka dhaga re, rahiman ishq ka dhaga re

rahiman ishq ka dhaga re, rahiman ishq ka dhaga re

Explore this song