Roman script

rahengi nishaniya, rahe na rahe hum

banengi kahaniya, rahe na rahe hum

aayega mausam, jayega mausam

aayega mausam, jayega mausam

rahengi nishaniya, rahe na rahe hum

banengi kahaniya, rahe na rahe hum

aayega mausam, jayega mausam

aayega mausam, jayega mausam

ruthna mat, tumhe hai kasam

tum jigar ke ho tukde noor-e-jaa

tum sabhi me mera aksh hai

dudh ki laaj rakhna, ho jaha

neki ki dagar pe rakhna kadam

neki ki dagar pe sada rahe ye kadam

aayega mausam, jayega mausam

aayega mausam, jayega mausam

roshni ka rahe silsila

dur ye aasma hai to kya

gul chaman me khile jhum ke

gair ka gulsita hai to kya

kali ye naina ho na kabhi nam

kali ye naina kabhi nahi ho nam

aayega mausam, jayega mausam

aayega mausam, jayega mausam

dard dil me rahe to rahe

honth par muskurahat bhi rahe

nafrato ke deeye jale

har kisi se mohabbat hi rahe

yahi hai duaye acche ho karam

yahi hai duaye acche ho tere karam

aayega mausam, jayega mausam

aayega mausam, jayega mausam

bakshna har khata laadlo

aayengi ye sadaye mere baad

har khushi tum pe ho meharba

aayengi phir bahare mere baad

zindagi ke mele honge nahi kam

zindagi ke mele kabhi na honge kam

aayega mausam, jayega mausam

aayega mausam, jayega mausam

rahengi nishaniya, rahe na rahe hum

banengi kahaniya, rahe na rahe hum

aayega mausam, jayega mausam

aayega mausam, jayega mausam

Explore this song