Roman script

rahenge kab talk khamosh ham ye aasma wale 

kahenge aaj kuchh tujhse ki 

ham bhi hain juda wale 

mere tute dil ne tujhe hain pukara 

nahi teri duniya me apna gujara

nahi teri duniya me apna gujara 

mere tute dil ne tujhe hain pukara 

nahi teri duniya me apna gujara

nahi teri duniya me apna gujara 

laut aai falak se duaaye 

chal padi hain sitam ki hawaye 

sabki kashti ke aila khuda sun 

aisa na ho ki ham dub jaye

sabki kashti ke aila khuda sun  

aisa na ho ki ham dub jaye 

hain tufaa hajaro nahi hain kinara 

nahi teri duniya me apana gujara

nahi teri duniya me apana gujara 

koi beaasra ho gaya hain 

ye khudai ko kya ho gaya hain 

tere hote huye is jaha me 

ek sitamgar khuda ho gaya hain 

tere hote huye is jaha me 

ek sitamgar khuda ho gaya hain 

ye aansu nahi hain lahu hain hamara 

nahi teri duniya me apana gujara

nahi teri duniya me apana gujara 

tujhko kasam meri jaan ki 

tujhko kasam teri shan ki

kahde jara in hawao se 

barsa de shole ghatao ke 

parvat jagah apni chhod de 

saagar kinaro ko tod de 

naumat na aaye imaan par 

bijli gira de jahan par 

varna ye anjam hoga, maalik tu badnam hoga 

maalik tu badnam hoga 

kahega ye tujhse jamana ye sara 

nahi teri duniya me apana gujara

nahi teri duniya me apana gujara 

mere tute dil ne tumhe hain pukara 

nahi teri duniya me apana gujara

nahi teri duniya me apana gujara

Explore this song