Roman script

pyasi hi rah gayi mohobat ki aarzu

aansu hi de gayi mohobat ki aarzu 

duniya meri luti hai manzil ke aas pass 

kya kya dikha rahi hai mohobat ki aarzu 

raha jo dil me raha jo dil me 

mohobat ka devta bankar 

raha jo dil me mohobat ka devta bankar 

nazar churate hai ab vo hi 

bewafa bankar bewafa bankar 

raha jo dil me mohobat ka devta bankar 

nazar churate hai ab vo hi 

bewafa bankar bewafa bankar 

kise khabar thi wo aisa bhi rang badlega 

kise khabar thi wo aisa bhi rang badlega 

ke deke aas duniya ke sang badlega 

zahar banega vahi dard ki dava bankar 

raha jo dil me mohobat ka devta bankar 

nazar churate hai ab vo hi 

bewafa bankar bewafa bankar 

kaha gaye sabhi vade kaha gayi sab kasme 

kaha gaye sabhi vade kaha gayi sab kasme 

kaha gayi wo mohobat pyar ki rasme 

kaha tha jaan bhi de denge 

kaha tha jaan bhi de denge hum wafa bankar 

raha jo dil me mohobat ka devta bankar 

nazar churate hai ab vo hi ab vo hi 

bewafa bankar bewafa bankar 

bewafa bankar bewafa bankar

Explore this song