Roman script

reh gayi main dekhti reh gayi main dekhti 

bhagya ka ye khel sara ye dikhta tu ho tu 
reh gayi main dekhti reh gayi main dekhti 
is dil ko kaise manau hay mai kisko pukaru

bhagya foota meet rootha raat main soi nahi 
reh gayi main dekhti reh gayi main dekhti 
pankh tute bhawna ke pankh tute bhawna ke 
rang chute kalpana ke hasi ruthi aankho ke 
ye ashq dhara ban gaye 
reh gayi main dekhti reh gayi main dekhti 
hay meri bhul sari swapn bagiya hai parayi
mrityu bhi aayi na meri dubti naiya nahi 
reh gayi main dekhti reh gayi main dekhti 
reh gayi main dekhti reh gayi main dekhti

Song details

Song video

Watch on YouTube