Roman script

rafta rafta wo meri hasti ka saama ho gaye

rafta rafta wo meri hasti ka saama ho gaye

pahale jaa, phir jaan-e-jaa

pahale jaa, phir jaan-e-jaa

phir jaan-e-jaana ho gaye

rafta rafta wo meri hasti ka saama ho gaye

din-b-din badhti gayi

din-b-din badhti gayi

us husn ki raanaiya

din-b-din badhti gayi

us husn ki raanaiya

pahale gul, phir gulbadan

pahale gul, phir gulbadan

phir gulbadamaa ho gaye

rafta rafta wo meri hasti ka saama ho gaye

aap to nazdik se

aap to nazdik se

nazdiktar aate gaye

aap to nazdik se

nazdiktar aate gaye

pahale dil, phir dilruba

pahale dil, phir dilruba

phir dil ke mehmaa ho gaye

rafta rafta wo meri hasti ka saama ho gaye

pyaar jab had se badha

sare takalluf mit gaye

pyaar jab had se badha

sare takalluf mit gaye

aap se phir tum huye

phir tu ka unvaa ho gaye

rafta rafta wo meri hasti ka saama ho gaye

pahale jaa, phir jaan-e-jaa

phir jaan-e-jaana ho gaye

rafta rafta wo meri hasti ka saama ho gaye

Explore this song