Roman script

radha ke rasiya gokul ke basiya 
jadu ki murali baja ke sun sun 
man dole 
naina churaaye ya palke jhukaye 
teri muraliya sako nachaaye
naina churaaye ya palke jhukaye 
teri muraliya sako nachaaye
chamke sitaare ya barse badarwa  
chham chham chale gopiyan 
ghunghat ka pat khole wo 
radha ke rasiya gokul ke basiya 
jadu ki murali baja ke sun sun 
man dole 
ghanshyam bajao muraliya ho 
mohe chain na aaye mohe chain na aaye 
ghanshyam bajao muraliya ho 
mohe chain na aaye mohe chain na aaye 
murali baje to ang ang dole 
sang sang dole sakhiya aa aa 
nache jiyarwa baaje ghunghrwa 
chamke pyasi ankhiya 
main janamo ki pyas bujaau 
duniya raas rachaye ho 
ghanshyam bajao muraliya ho 
mohe chain na aaye mohe chain na aaye

Song details

Song video

Watch on YouTube