Roman script

kuch bole huye lafzo me chupi bate

aur adhkhuli aankho me kati rate

kuch bole huye lafzo me chupi bate

aur adhkhuli aankho me kati rate

gumsum dabe dabe sulagte arman

khwaab nigaho me ho gaye mehman

rabba re kya hua, rabba re dil gaya

rabba kya majra kya khoya kya mil gaya

rabba re kya hua, rabba re dil gaya

rabba kya majra kya khoya kya mil gaya

kuch jalte badan par mithi barsate

phir khoyi huyi raho me mulakate

kuch jalte badan par mithi barsate

phir khoyi huyi raho me mulakate

hulchul ruki ruki aur dhadkan dole

yu hi kisi apne ke sang wo ho le

rabba re kya hua, rabba re dil gaya, dil gaya

rabba kya majra kya khoya kya mil gaya, mil gaya

rabba re kya hua, rabba re dil gaya, dil gaya

rabba kya majra kya khoya aur kya mil gaya

kuch sehme sisakte yunhi khayalo me

kuch anjani tanhai ke haalo me

kuch sehme sisakte yunhi khayalo me

aur anjani tanhai ke haalo me

masti jagi jagi kya sargam chede

yaad ki dori ko thaam ke na chode

rabba re kya hua, rabba re dil gaya

rabba kya majra kya khoya kya mil gaya

rabba re kya hua, rabba re dil gaya

rabba kya majra kya khoya kya mil gaya

rabba re kya hua, rabba re dil gaya

rabba kya majra kya khoya kya mil gaya

rabba re kya hua, rabba re dil gaya

rabba kya majra kya khoya kya mil gaya

Explore this song