Roman script
jab se dil diya hai tumko chain na aaya re rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya re rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya ishk aankho me leke tum jo najdik aaye ishk aankho me leke tum jo najdik aaye dekh ke maine tumko kitne sapne sajaye, sajaye jab se dil diya hai tumko chain na aaya re jab se dil diya hai tumko chain na aaya re rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya re rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya jab se dil diya hai tumko chain na aaya re jab se dil diya hai tumko chain na aaya re rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya re rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya main kaha hun kidhar hun kuch pata nahi kuch pata nahi kisliye bekhabar hun kuch pata nahi kuch pata nahi muskurana tumhara hosh mere udaaye dil churana tumhara mujhe aashik banaye, banaye meri dhadkano pe hardam kya surur chhaye re meri dhadkano pe hardam kya surur chhaye rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya re rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya man hamara bada hi bekarar hai, bekarar hai har ghadi bas tumhara intzar hai, intzar hai hal mere jiya ka tum samjh hi na paye dard chahat ka deke mujhe kitna sataye, sataye maine bhid me bhi khud ko tanha tanha paya re maine bhid me bhi khud ko tanha tanha paya re rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya re rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya jab se dil diya hai tumko chain na aaya re jab se dil diya hai tumko chain na aaya re rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya re rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya re rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya
Song details
- Singer: Udit Narayan
- Singer: Alka Yagnik
- Film / album: Insan (2005)
- Composer: Himesh Reshammiya
- Lyricist: Sameer
- Actor: Akshay Kumar
- Actor: Ajay Devgn
- Actor: Tusshar Kapoor
- Actor: Lara Dutta
- Actor: Esha Deol
- Actor: Laxmikant Berde
- Actor: Asrani
- Actor: Viveck Vaswani
- Actor: Archana Puran Singh
- Actor: Himani Shivpuri
- Actor: Sharat Saxena
- Actor: Rahul Dev
- Actor: Kader Khan
- Actor: Koena Mitra
- Actor: Beena
singer: Udit Narayan, Alka Yagnik