Roman script

us khuda se na koi shikayat rahi
jabse mujhme ye teri mohabbat rahi
jo badalti nahi tu wo aadat rahi
jabse mujhme ye teri mohabbat rahi
rab mere yaar rab mileya main 
dil hareya rab mere yaar
rab mileya main dil hareya
ehsaas dil ke tune chhuye yu
mehke se pal hai har daffa
o starangi sapne pure huye yu
jaise mukamal ho dua
tu mila to mili zindagi ko wajah
khwab se tut ke mil gayi hai subah
rab mere yaar rab mileya main 
dil hareya rab mere yaar
rab mileya main dil haareya

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Keshav Kumar, Tanushree Roy Choudhary

actor: Rajniesh Duggal