Roman script

rab ke saamne sab ke saamne 

rab ke saamne sab ke saamne 

ikaraar karta hun ikaraar karta hun

jaan se badhkar meri jaa tujhe pyaar karta hun

rab ke saamne sab ke saamne ikaraar karta hun

jaan se badhkar meri jaa tujhe pyaar karti hun

rab ke saamne sab ke saamne ikaraar karti hun

aaj khushi ke maare mai divaani naa ho jau 

aaj khushi ke maare mai divaani naa ho jau 

bikharaa de apni zulfe mai saaye me so jau

jo teri marji mai kab inkaar karti hun

rab ke saamne sab ke saamne ikaraar karti hun

is han na ke bich kahi atakaa hua thaa dil meraa

sharm ke maare mai chup thi jinaa tha mushkil mera

laaj sharam ki ye rekhaa mai paar karta hun

rab ke saamne sab ke saamne 

mai pyar pyar pyar karta hun 

jaan se badhkar meri jaa tujhe pyaar karti hun

rab ke saamne sab ke saamne 

ikaraar karta hun mai pyar karti hun 

mai pyar pyar pyar karta hun

Explore this song