Roman script

na rukta hai na mudta hai bas chalta rehta hai

na sunta hai na kehta hai bas karta rehta hai 

bas karta rehta hai

puchhega itihaas kabhi kya banda hai yeh

rabb ka banda hai yeh sabka banda hai yeh

rabb ka banda hai yeh ho sabka banda hai yeh

meetha mila koyi kadwa mila

lamha lamha woh sab jee gaya

bekhauf bedaag fauji jaise

vardi pe vatan si gaya

ho dhoondhega waqt isey gazab ka banda hai

rabb ka banda hai yeh sabka banda hai yeh

rabb ka banda hai yeh ho sabka banda hai yeh

banda sabka banda rabb ka banda hai yeh

banda sabka banda sabka banda hai yeh

Explore this song