Roman script

raaz ki baat kah gaya chehra 

raaz ki baat kah gaya chehra

ban gaya dil ka ayina chehra

raaz ki baat kah gaya chehra

aj ka din hasin guzrega

aj ka din hasin guzrega

aj ka din hasin guzrega

subah dekha hai apka chehra

subah dekha hai apka chehra

ban gaya dil ka ayina chehra

raaz ki baat kah gaya chehra

aap ghar kar gaye hai ankho me

aap ghar kar gaye hai ankho me

aap ghar kar gaye hai ankho me

kaise dekhenge dusra chehra

kaise dekhenge dusra chehra

ban gaya dil ka ayina chehra

raaz ki baat kah gaya chehra

dil ke khamosh taar ched gaya

dil ke khamosh taar ched gaya

dil ke khamosh taar ched gaya

gungunata ye bolta chehra

gungunata ye bolta chehra

ban gaya dil ka ayina chehra

raaz ki baat kah gaya chehra

raaz ki baat kah gaya chehra

ban gaya dil ka ayina chehra

raaz ki baat kah gaya chehra

Explore this song