Roman script

mujhko tanha raato ka 

aaj karna hain hisaab

apni lambi khamoshi ka

tumko dena hain jabaab 

du ru du du ru pern pahh paah..

dun duraahh pahh, parh a tah tahh.. 

Raaj apne dil ke khol do balamwa

tumse hafaye ke nahi bol do balamwa 

Raaj apne dil ke khol do balamwa

tumse hafaye ke nahi bol do balamwa  

sona hai ya jagna hai, ya takte hi rahna hai 

sona hai ya jagna hai, ya takte hi rahna hai  

meethe raas, ki fuhaar koi khol do balamwa 

haaaaaa yehhhhh aaaaa

haye, sab kuch salike se kab tak chalega

sab kuch ke baad wala kas kab jalega

ye raat jal rahi hai, meri saat chal rahi hai

sab kuch ruka hua hai, bas baat chaal rahi hai

aa aa, sab kuch salike se kab tak chalega

sab kuch ke baad wala kas kab jalega

tanhayi ki sidhi chadar mangti hain salwate

aaa aa aa 

tanhayi ki sidhi chadar mangti hain salwate

karwato se salwate chood do balamwa

Raaj apne din ke khol do balamwa

tuse hafaye ke nahi bol do balamwa  

Raaj apne din ke khol do balamwa

tuse hafaye ke nahi bol do balamwa 

bol do balamwa, bol do balamwa

raaj apne dil ke..

Explore this song