Roman script

raaz apne dil ke khol do balamwa

raaz apne dil ke khol do balamwa

tumse hopaye ke nahi bol do balamwa

raaz apne dil ke khol do balamwa

tumse hopaye ke nahi bol do balamwa

raaz apne dil ke

sona hai ya jagna hai, ya takte he rehna hai

sona hai ya jagna hai, ya takte he rehna hai

mithe rush ki kohaar koi ghol do balamwa

haaye..

raaz apne dil ke khol do balamwa

tumse hopaye ke nahi bol do balamwa

raaz aapne dil ke

sabkuch saleeke se tabtak chalega

sabkuch ke baad wala kash kab jalega

sabkuch saleeke se tabtak chalega

sabkuch ke baad wala kash kab jalega

tanhai ki sidhi chadar maangti hai silwate

haaa.. haaa

tanhai ki sidhi chadar maangti hai silwate

karwaton se silwate to

karwaton se silwate to chhod do balamwa

karwaton se silwate to chhod do balamwa

raaz apne dil ke

Explore this song