Roman script
Yeah daddy kehte hain beta naam karega Unko nahi maloom hain kya kaam karega Day mein night wala plan karega Raat mein party sar-e-aam karega Party animal hoon main Party karta hoon main Daddy ji please sorry Subah ko jaldi aaunga main Kyunki, kyunki, kyunki, kyunki…. Raat saturday ki hai Baat saturday ki hai (x2) Aaj party karenge Raat saturday ki hai Raat saturday ki hai Baat saturday ki hai Let’s go! Sunday se pehle aur Friday ke baad Mujhe rehti hai sirf Party karne ki yaad (x2) Karta hoon main bottle choose Leta hoon main thodi booze Itni piyunga aaj ke Control ho jaayega loose Party animal hoon main Party karta hoon main Daddy ji please sorry Subah ko jaldi aaunga main Kyunki.. Raat saturday ki hai Baat saturday ki hai Raat saturday ki hai Baat saturday ki hai Aaj party karenge Raat saturday ki hai Raat saturday ki hai Baat saturday ki hai Let me take you on a cruise Vodka whiskey let me choose Little while after booze Don’t pheko daaru on my shoes Aajao saare dance floor pe Apne saare kaam chhodke Burrah burrah bol bolke Bhangda karo kamar todke Jab main school jaata tha Tab badi shararat karta tha Ab jab main bada hua hoon Toh choti shararat karta hoon Credit card daddy ka leke Pehe khoob udata hoon Nikki nikki shots lagake Totte tadta hoon Party animal hoon main Party karta hoon main Daddy ji please sorry Subah ko jaldi aaunga main Kyunki.. Raat saturday ki hai Baat saturday ki hai Raat saturday ki hai Baat saturday ki hai Aaj party karenge Raat saturday ki hai Raat saturday ki hai Baat saturday ki hai Raat saturday ki Baat saturday ki Raat saturday ki
Song details
- Singer: Mika Singh
- Film / album: Love Day – Pyaar Ka Din, Pyaar Ka Din
- Composer: Vicky-Hardik
- Lyricist: Hardik Acharya
language: Hindi