Roman script

daddy kehte hai beta naam karega

unko nahi malum hai kya kaam karega

day me night wala prank karega

raat me party sare aam karega

party animal hu main, party karta hu main

daddy ji please sorry, subah ko jaldi aaunga main

kyunki kyunki kyunki kyunki kyunki

raat saturday ki hai, baat saturday ki hai

raat saturday ki hai, baat saturday ki hai

aaj party karenge, raat saturday ki hai

raat saturday ki hai, baat saturday ki hai

sunday se pehle aur friday ke baad

mujhe rehti hai sirf party karne ki yaad

sunday se pehle aur friday ke baad

mujhe rehti hai sirf party karne ki yaad

karta hu main bottle choose, leta hu main thodi booze

itni piyunga aaj ki control ho jaayega loose

party animal hu main, party karta hu main

daddy ji please sorry, subah ko jaldi aaunga main

kyunki raat saturday ki hai, baat saturday ki hai

raat saturday ki hai, baat saturday ki hai

aaj party karenge, raat saturday ki hai

raat saturday ki hai, baat saturday ki hai

let me take you on a cruise, vodka whisky let me choose

little while on to booze, dont pheko daru on my shoes

aa jaao saare dance floor pe, apne saare kaam chhod ke

parra parra bol bol ke, bhangda karo kamar tod ke

jab main school jaata tha, tab badi shararat karta tha

ab jab main bada hua hu, to chhoti shararat karta hu 

credit card daddy ka leke, pehe khub udata hu 

nikki nikki shots laga ke tote tadta hu

party animal hu main, party karta hu main

daddy ji please sorry, subah ko jaldi aaunga main

kyunki raat saturday ki hai, baat saturday ki hai

raat saturday ki hai, baat saturday ki hai

aaj party karenge, raat saturday ki hai

raat saturday ki hai, baat saturday ki hai

raat saturday ki, baat saturday ki, raat saturday ki

Explore this song