Roman script

raat naujawa, jhumta sama raat naujawa, jhumta sama 
darr kaisa dil daav pe laga jeet bhi yaah haar bhi yaha 
darr kaisa dil daav pe laga darr kaisa dil daav pe laga 
duniya kya hai jue ka ashiyana 
duniya kya hai jue ka ashiyana 
chal jab chaldi to kahe pachtana 
haar mein pyar hai, haar mein pyar hai 
pyar mein bahar hai 
darr kaisa dil daav pe laga raat naujawa, jhumta sama 
darr kaisa dil daav pe laga darr kaisa dil daav pe laga 
apna to apna hai dushman ho raji 
apna to apna hai dushman ho raji 
baaji usiki jo le jaye baji 
isi mein jeet hai,  isi mein jeet hai jeet mein sangeet hai 
darr kaisa dil daav pe laga raat naujawa, jhumta sama 
darr kaisa dil daav pe laga jeet bhi yaah haar bhi yaha 
darr kaisa dil daav pe laga darr kaisa dil daav pe laga

Song details

Song video

Watch on YouTube