Roman script

rat ko ayiega dil behlayaga jo 

kuch bhi pesh kare shok fermayiega

rat ko ayiega dil behlayaga jo 

kuch bhi pesh kare shok fermayiega

rat ko ayiega dil behlayaga jo 

kuch bhi pesh kare shok fermayiega rat ko ayiega 

le ke bahar aye hai pyar hi pyar laye hai ap ki duniya me yaro

dil ka karar laye hai samjho na dekho na apna samjh ke ana

ankho hi ankho me kar lenge yarana hum bhi hai matwale

tum bhi ho dil vale karte hai vada ke khush ho ke jayiyega

rat ko ayiega dil behlayaga jo 

kuch bhi pesh kare shok fermayiega rat ko ayiega

ek halchal macha denge suni 

mahfil saja denge  aise tufa utha denge

soye dilo ko jaga dege aaj ki raat aisi roshan lagegi

nachega ghunguru nachega ghunguru to payal bajegi

hosh me ayiega to madhosh ho jayiega

rat ko ayiega dil behlayaga jo 

kuch bhi pesh kare shok fermayiega rat ko ayiega

do din ke mahman hai jab 

chale jayege kitna bhi bhulana chahoge

rah rah ke yad ao ge chahe to rakh lena apna bana ke

ankhe palko me dil me chhupa ke vada na sham dhale 

masti ka daur chale sun ke hamari kuch apni sunayiga

rat ko ayiega dil behlayaga jo 

kuch bhi pesh kare shok fermayiega rat ko ayiega 

rat ko ayiega dil behlayaga jo 

kuch bhi pesh kare shok fermayiega rat ko ayiega

Explore this song