Roman script
raat ki hatheli par chand jagmagaata hai raat ki hatheli par chand jagmagaata hai uski narm kirno me tumko dekhta hu to dil dhadak sa jaata hai dil dhadak sa jaata hai raat ki hatheli par chand jagmagaata hai raat ki hatheli par chand jagmagaata hai tum kahan se aayi ho kis nagar ko jaaogi tum kahan se aayi ho kis nagar ko jaaogi sochta hu main hairaan chand jaisa yeh chehra raat jaisi yeh julfe hain jagaaye sau armaan ek nasha sa aankho me dhire dhire chhaata hai raat ki hatheli par chand jagmagaata hai raat ki hatheli par chand jagmagaata hai uski narm kirno me tumko dekhta hu to dil dhadak sa jaata hai dil dhadak sa jaata hai raat ki hatheli par chand jagmagaata hai meri is tanhai me mere is virane me meri is tanhai me mere is virane me rang leke tum aayi phir bhi sochta hu main kya yahan tum sach much ho ya ho sirf parchhayi khaab jaise banata hai aur tut jaata hai raat ki hatheli par chand jagmagaata hai raat ki hatheli par chand jagmagaata hai uski narm kirno me tumko dekhta hu to dil dhadak sa jaata hai dil dhadak sa jaata hai raat ki hatheli par chand jagmagaata hai raat ki hatheli par chand jagmagaata hai
Song details
- Singer: Udit Narayan
- Film / album: Refugee (2000)
- Composer: Anu Malik
- Lyricist: Javed Akhtar
- Actor: Jackie Shroff
- Actor: Suniel Shetty
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Abhishek Bachchan
- Actor: Kareena Kapoor
- Actor: Shadaab Khan
- Actor: Mukesh Tiwari
- Actor: Sudesh Berry
- Actor: Avtar Gill
- Actor: Puneet Issar
- Actor: Aashish Vidyarthi
- Actor: Kulbhushan Kharbanda
- Actor: Reena Roy
- Actor: Vishwajeet Pradhan
Song video
actor: Kareena Kapoor, Abhishek Bachchan