Roman script

raat ke dhai baje koi shehnai baje
dil ka baajar laga dhele tak paai baje
raat ke dhai baje koi shehnai baje
dil ka baajar laga dhele tak paai baje
chauke chauke chauke se khoye khoye se hum 
aankhe dube dube se soye soye se hum
dil ne kaisi durgat ki hai 
pehli baar mohabbat ki hai aji aakhri baar mohabbat ki hai 
pehli baar mohabbat ki hai aji aakhri baar mohabbat ki hai 
jaan hatheli upar leli jaanu kaisi harkat ki hai 
aji pehli baar mohabat ki hai
ishk mein chalte huye saans tezabi lage
raaz khulta hi nahi koi to chaabi lage 
ishk mein chalte huye saans tezabi lage
raaz khulta hi nahi koi to chaabi lage 
ishk mein chalte huye saans tezabi lage
raaz khulta hi nahi koi to chaabi lage 
chikne chikne lachchhe hai reshmi se fande
chupdi chupdi baato mein bhole bhaale bande 
tanhayi mein fursat di hai 
pehli baar mohabbat ki hai aakhri baar mohabbat ki hai 
are pehli baar mohabbat ki hai pehli baar mohabbat ki hai
aakhri baar mohabbat ki hai aakhri baar mohabbat ki hai 
jaan hatheli upar jaano kaisi harkat ki hai 
aji pehli baar mohabat ki hai

Song details

singer: Kunal Ganjawala, Sunidhi Chauhan, Rekha Bhardwaj, Suresh Wadkar