Roman script

raat ka aanchal dhalka dhalka hai 

jaam tere haatho se chhalka hai 

raat ka aanchal dhalka dhalka hai 

jaam tere haatho se chhalka hai 

o raat ka aanchal dhalka dhalka hai 

raat nasheeli jaam nasheele 

raat nasheeli jaam nasheele 

jaane tamanna ye ras peele 

roz milte hai kahan 

kaatil hasin kitne jawaan 

roz milte hai kahan 

kaatil hasin kitne jawaan 

raat ka aanchal dhalka dhalka hai 

jaam tere haatho se chhalka hai 

o raat ka aanchal dhalka dhalka hai 

mehke huye hai zulf ke saye 

mehke huye hai zulf ke saye 

jaane najar kyun uthati jaaye 

aaj se pahle kabhi dil ki lagi jaagi naa thi 

aaj se pahle kabhi dil ki lagi jaagi naa thi 

raat ka aanchal dhalka dhalka hai 

jaam tere haatho se chhalka hai 

o raat ka aanchal dhalka dhalka hai 

meri khushi ka khwaab naa tute 

meri khushi ka khwaab naa tute 

haath se tere jaam naa chhute 

meri khushi ka khwaab naa tute 

haath se tere jaam naa chhute 

zindagi hasti rahe nagme rahe gaati rahe 

zindagi hasti rahe nagme rahe gaati rahe 

raat ka aanchal dhalka dhalka hai 

jaam tere haatho se chhalka hai 

o raat ka aanchal dhalka dhalka hai 

jaam tere haatho se chhalka hai 

o raat ka aanchal dhalka dhalka hai

Explore this song