Roman script

huaa re huaa huaa re 
raat hai kitani suhaani 
chand se badh ke jawaani 
teri adaayen aur meri nigaahen
hay aaja sunaati hai kahaani
raat hai kitani suhaani
masti me chur ye mausam 
dil ka surur ye mausam 
o meri chandani aankho ki bandagi 
tera hi nur ye mausam 
baat tu sun le diwaani 
raat hai kitani diwaani
teri adaayen aur meri nigaahen
hay aaja sunaati hai kahaani
raat hai kitani suhaani
tera shabaab ye mehfil 
banke sharab ye mehfil 
chhayi re bekhudi naache re jindagi 
jannat ka khawab ye mehfil 
pyaar ki tu hi jindgaani
raat hai kitani suhani  
teri adaayen aur meri nigaahen
hay aaja sunaati hai kahaani
raat hai kitani suhaani
huaa re huaa huaa re
huaa re huaa huaa re

Song details

Song video

Watch on YouTube