Roman script

raat gahari hai samandar ki tarah

raat gahari hai samandar ki tarah

dubta jaata hun patthar ki tarah

raat gahari hai samandar ki tarah

tumse milate huye dar lagta hain

tumse milate huye dar lagta hain

kya chhupa rakha hain khanjar ki tarah

kya chhupa rakha hain khanjar ki tarah

dubta jaata hun patthar ki tarah

raat gahari hai samandar ki tarah

waqt ne fek rakha hain mujhko

waqt ne fek rakha hain mujhko

dur tute huye saagar ki tarah

dur tute huye saagar ki tarah

dubta jaata hun patthar ki tarah

raat gahari hai samandar ki tarah

main jahan jaaun yahi viraani

main jahan jaaun yahi viraani

saari duniya hain mere ghar ki tarah

saari duniya hain mere ghar ki tarah

dubta jaata hun patthar ki tarah

raat gahari hai samandar ki tarah

raat gahari hai samandar ki tarah.

Explore this song