Roman script

raat failegi to yaado ke ujaale honge

raat failegi to yaado ke ujaale honge

zakhm khilne ke bhi andaz nirale honge

raat failegi to yaado ke ujaale honge

raat failegi to yaado ke ujaale honge

zakhm khilne ke bhi andaz nirale honge

raat failegi to yaado ke ujaale honge

ishq ki raah me kuch aisi rukawat hogi

ishq ki raah me kuch aisi rukawat hogi

yunhi ki ashqo se palko ki sajawat hogi

dil pukarega magar hontho pe taale honge

dil pukarega magar hontho pe taale honge

zakhm khilne ke bhi andaz nirale honge

raat failegi to yaado ke ujaale honge

maine armano ko sine me basaya tha kabhi

maine armano ko sine me basaya tha kabhi

badi ummed se khaabo ko sajaya tha kabhi

kya khabar thi ke sabhi ruthne wale honge

kya khabar thi ke sabhi ruthne wale honge

zakhm khilne ke bhi andaz nirale honge

raat failegi to yaado ke ujaale honge

o raat failegi to yaado ke ujaale honge

Explore this song