Roman script

ye to pahla jaam hai abhi to sham hai 

raat bhar jaam se jaam takrayega 

raat bhar jaam se jaam takrayega 

jab nasha chhayega tab maja aayega 

raat bhar jaam se jaam takrayega 

jashn hi jashn hai josh hi josh hai 

jashn hi jashn hai josh hi josh hai 

aur kisi baat ka ab kise hosh hai 

aur kisi baat ka ab kise hosh hai 

ab kise hosh hai 

sabko apna naam bhi aaj bhul jayega 

raat bhar jaam se jaam takrayega 

raat bhar jaam se jaam takrayega 

jab nasha chhayega tab maja aayega 

raat bhar jaam se jaam takrayega 

husn ki ishq se aaj mulakat hai

husn ki ishq se aaj mulakat hai

aaj ki raat to faisle ki raat hai

aaj ki raat to faisle ki raat hai

faisle ki raat hai

husn ladkhadayega ishq dagmagayega 

raat bhar jaam se jaam takrayega 

raat bhar jaam se jaam takrayega 

jab nasha chhayega tab maja aayega 

raat bhar jaam se jaam takrayega 

kya ye sharab hai chiz ye kharab hai 

kya ye sharab hai chiz ye kharab hai 

par sabhi sawalo ka ek hi jawab hai 

par sabhi sawalo ka ek hi jawab hai 

ek hi jawab hai 

jo kisi ke dil mein hai wo juba par aayega 

raat bhar jaam se jaam takrayega 

raat bhar jaam se jaam takrayega 

jab nasha chhayega tab maja aayega 

raat bhar jaam se jaam takrayega

Explore this song