Roman script

raat aadhi ho gayi, baj gaye paune do 

tum bhi so jao, hamko bhi sone do 

raat aadhi baki, yun hi na khone do 

so kar kya karenge, jo hota hain hone do 

madbhari raat hain sath hain tera 

madbhari raat hain sath hain tera 

sapno ko sach kar le, har pal ko ji le 

sabr se kam lo, tham lo dil ko 

sabr se kam lo, tham lo dil ko 

thoda sa pyaar sanam, kal ke liye chhodo 

raat aadhi ho gayi, baj gaye paune do 

tum bhi so jao, hamko bhi sone do 

raat aadhi baki, yun hi na khone do 

so kar kya karenge, jo hota hain hone do 

sachcha ho pyar to kam nahi hota 

sachcha ho pyar to kam nahi hota 

aaj se bhi badhkar kal, ham tum pyar karenge 

jaise tum machle, ham nahi aise 

jaise tum machle, ham nahi aise 

diware sunti hain aadhista bolo 

raat aadhi ho gayi, baj gaye paune do 

tum bhi so jao, hamko bhi sone do 

raat aadhi baki, yun hi na khone do 

so kar kya karenge, jo hota hain hone do 

aati hain ek baar raat ye aisi 

aati hain ek baar raat ye aisi 

ham dono ek huye, laaj ye fir kaisi 

socho to sharmau, bat ye aisi 

socho to sharmau, bat ye aisi 

khwabo me sajne laga, chehra koi tum jaisa 

raat aadhi ho gayi, baj gaye pure do 

tum bhi so jao, hamko bhi sone do 

raat aadhi baki, yun hi na khone do 

so kar kya karenge, jo hota hain hone do

Explore this song