Roman script

ram nam mahima ki katha sunate hai

ram rup man me hanuman dikhate hai

ram nam mahima ki katha sunate hai

ram rup man me hanuman dikhate hai

ram ram jai ram ram jai ram ram jai raja ram

ram ram jai ram ram jai ram ram jai raja ram

shri ram ke charno me barambar naman karte hai

sugriv ke dukh ki vyatha shri ram se hanumat kahte

ati balshali bali ka vadh ram ji hai kuch san kar de

charo or sita ki khoj me vanar veer nikal padte

dhundte pahunche bajrangi lanka me thi janki

pahle karte maa ko parnam phir dete mundri hanuman

rakshash sare hanumat puch me aag laga dete

phir hanuman ji bijli bankar lanka jala dete

ram nam mahima ki katha sunate hai

ram rup man me hanuman dikhate hai

ram ram jai ram ram jai ram ram jai raja ram

ram ram jai ram ram jai ram ram jai raja ram

ant heen sagar ke upar vanar se tu bana de

choti gilahari jaise jeew bhi yogdan hai dete

aarambham prarambham sangramam sambharam 

ram ravan ka yudh hua meghnath ki diwya sakti se

murchhit hue lakshman, prano se pyare bhai ko

dekh ram rote shok me dube maa ki bhanti

roye pitar jaise gagan sitare darte sare

hanumat late oshadhi parwat

sanjeevini laye lakhan jiyaye

bane ram sut pyare hanumat

ram nam mahima ki katha sunate hai

ram rup man me hanuman dikhate hai

ram ram jai ram ram jai ram ram jai raja ram

ram ram jai ram ram jai ram ram jai raja ram

kumbhkaran sanghar meghnath sanghar

sun ke ravan chakit hua ye dekho ramban hai dekho

ravan antak hai dekho wo dekho sudharanam

wahi shivam trisulam thap ke bahe kiskandh

chati me jake laga gir gaya wo dharti par

dayta sitara ram use phir use phir 

mokshay dete ban taran hara

ram nam mahima ki katha sunate hai

ram rup man me hanuman dikhate hai

ram ram jai ram ram jai ram ram jai raja ram

ram ram jai ram ram jai ram ram jai raja ram

patit pawani janki hai pati ne mangi agni pariksa

ram ne siya ko uphar diya ya nari ka apman kiya

aag ki jalti lapto me sita ban gayi hai savidha

agni dev ki jyoti me sidh hui siya pavitarta

dharti ke upar neel megh jaise ambar me uda pushpak yan hai

satya ka raz hai aaya aise dharm ka chakkar chala hai jaise

ravan ka bhay mit gaya sara ram raz hai ab to aya

ram ram raghuwat parbhu ji rawan sangharak raghuvir

nam japo aashish mile parbhu rama rama nam narayana

Explore this song