Roman script

ha aa ha lala la ha ha

rahi naye naye rasta naya naya

rahi naye naye rasta naya naya

tum na badli me na badla sab kuch badal gaya

rahi naye naye rasta naya naya

yaad suhani bachpan ki, pathar pe khichi rekha

yaad suhani bachpan ki, pathar pe khichi rekha

pahla pahla pyar dilo se mitate nahi dekha

tufan samay ke buja na sake ye dip jala to jala

tum na badli me na badala sab kuch badal gaya

rahi naye naye rasta naya naya

rahi naye naye rasta naya naya

vaqt ke sath badal jaye, usse pyar nahi kahte

vaqt ke sath badal jaye, usse pyar nahi kahte

jo har modh pe mudh jaye, usse yaar nahi kahte

yaar vahi jo sathi banke, dukh me sath chala

tum na badli me na badala sab kuch badal gaya

rahi naye naye rasta naya naya

Explore this song