Roman script

kurban gaye tujhpe gori

tujhe teer chalana aa hi gaya

kurban gaye tujhpe gori

tujhe teer chalana aa hi gaya

kurban gaye tujhpe gori

in sokh adao ko gori

in sokh in sokh adao ko gori

bijli ka girana aa hi gaya

kurban gaye tujhpe gori

tujhe teer chalana aa hi gaya

kurban gaye tujhpe gori

teri ek najar ae gori

jara dekh ye kaisa kamal kiya

tere husn ke joban ne gori

kadko ko bhi malamal kiya

kadko ko bhi malamal kiya

kadko ko bhi malamal kiya

teri julfo ki kaali ghata ko

chandi barsana aa hi gaya

teri julfo ki kali ghata ko

chandi barsana aa hi gaya

kurban gaye tujhpe gori

kya baat hui unse pucho

jo tumpar jaan lutate hai

un chand sitaro se pucho

jo dekh tumhe sarmate hai

jo dekh tumhe sarmate hai

jo dekh tumhe sarmate hai

sharmati nigaho ko dil ka

yu raaz chupana aa hi gaya

sharmati nigaho ko dil ka

yu raaz chupana aa hi gaya

kurban gaye tujhpe gori

tujhe teer chalana aa hi gaya

kurban gaye tujhpe gori

Explore this song