Roman script
Hai ganimat dil yeh patthar Ho chuka tamaam hai Hai ganimat dil yeh patthar Ho chuka tamaam hai Aapki aankhon mein warna Aaj qatl-e-aam hai Aapki aankhon mein warna Aaj qatl-e-aam hai Chhod ke saari sharam ko Shaam ki chaukhat pare Chhod ke saari sharam ko Shaam ki chaukhat pare Aaiye aa jaaiye.. Yeh raat ik hamaam hai Aaiye aa jaaiye.. Yeh raat ik hamaam hai Aapki aankhon mein warna Aaj qatl-e-aam hai Aapki aankhon mein warna Aaj qatl-e-aam hai Haan.. Sab sunaate hain ki humne Haq hi kyun tumko diya. Sab sunaate hain ki humne Haq hi kyun tumko diya. Jaan-e-jaan khud hi bataaye Jaan-e-jaan khud hi bataaye Yeh koi ilzaam hai Aapki aankhon mein warna, Aaj qatl-e-aam hai. Aapki aankhon mein warna Aaj qatl-e-aam hai Hai sarafa dil ka aur ye waqt bauni ka huaa Hai sarafa dil ka aur ye waqt bauni ka huaa Laakh ki cheez sahab kodiyon ke daam hai Laakh ki cheez sahab kodiyon ke daam hai Aapki aankhon mein warna Aaj qatl-e-aam hai Aapki aankhon mein warna Aaj qatl-e-aam hai
Song details
- Singer: Sona Mohapatra
- Film / album: Raman Raghav 2.0
- Composer: Ram Sampath
- Lyricist: Varun Grover
director: Anurag Kashyap
cast: Nawazuddin Siddiqui, Vicky Kaushal, Sobhita Dhulipala
language: Hindi