Roman script

hai galimat dil ye patthar ho chuka tamam hai

aapki aankho me varna aaj qatl-e-aam hai

chhod ke saari sharam ko shaam ki chaukhat pare

aaiye aa jaaiye ye raat ik gamaam hai

aaiye aa jaaiye ye raat ik gamaam hai

aapki aankho me varna aaj qatl-e-aam hai

aapki aankho me varna aaj qatl-e-aam hai

sab sunate hai ki humne haq hi kyun tumko diya

jaane ja khud hi bataaye ye koi ilzam hai

jaane ja khud hi bataaye ye koi ilzam hai

aapki aankho me varna aaj qatl-e-aam hai

aapki aankho me varna aaj qatl-e-aam hai

hai sarafa dil ka aur ye waqt koni ka hua

lakh thi ye chiz sahab, kaudiyo ke daam hai

lakh thi ye chiz sahab, kaudiyo ke daam hai

aapki aankho me varna aaj qatl-e-aam hai

aapki aankho me varna aaj qatl-e-aam hai

Explore this song