Roman script

pyase dil ki pyas bujhane aaja

pyase dil ki pyas bujhane 

soi hui takdir jagane aaja aaja

tere liye mai hu mere liye tu hai

ye wada nibha ja aajam aaja aaja aaja

sadio se na nind hi aayi na koi khwab hi aaya

pal pal tadpata hai teri yado ka badhta saya

sun mere sajan mere janmo ki uljhan

aake jara suljha ja

ye wada nibhaja aaja aaja

pyase dil ki pyas bujhane

soi hui takdir jagane aaja aaja

maine teri pooja ki hai tujhko hi mana hai

tere bin mere jiwan sathi ye jag virana hai

dil ki nagri kab se hai ujadi aake ise tu basa ja

ye wada nibhaja aaja aaja aaja

pyase dil ki pyas bujhane

soyi hui takdir jagane aaja aaja

tere liye mai hu mere liye tu hai

ye wada nibha ja aaja aaja

Explore this song