Roman script

pyase dil ki pyas bujhane soi hui takdir jagane aaja aaja

tere liye mai hu mere liye tu hai ye wada nibha ja aaja 

sadiyo se rahi nind na aai na koi khawab hi aaya

pal pal thadpa tha mai teri yado ka barkha sa

sun mere sajan janmo ki uljhan aake zara suljha ja

suljha ja aaja aaja aaja pyase dil ki pyas bujhane 

soi hui takdir jagane aaja aaja

maine teri puja ki hai tujhko hi manga hai

tere bin mere jivansathi ye jag virana hai

dil ki nagari kab se ujadi

aake ise tu basa ja ye wada nibha ja aaja aaja 

pyase dil ki pyas bujhane soi hui takdir jagane aaja aaja

tere liye mai hu mere liye tu hai ye wada nibha ja aaja

Explore this song