Roman script

pyari pyari surato moh bhari murato
desh se paradesh me
tumhara sandesa aaye hai
tan se bhi man se bhi
jaise khincha jaye hai
madad karo madad karo
tum tak aa jayege
pahunchege aakhir kabhi
chhanege ek ek gali 
pahunchege aakhir kabhi
chhanege ek ek gali 
dekhe wo mukhada abhi
hogi yahi bekali
gal hai jiske gulab
ras aankho kaa sharab 
gal hai jiske gulab
ras aankho kaa sharab 
hosh kaha rahege phir
khud bhi kho jayenge
han wohi gul ras bhari jaise baje bansuri
kano me de kar sadesh 
kano me de kar sadesh 
kano me de kar sadesh 
kano me de kar sadesh 
nind se nind se chaukaye hai
desh se ham dur hai dur hai 
aane se majabur hai
desh se ham dur hai dur hai 
aane se majabur hai
madad karo madad bina madad bina
madad bina kaise pahunch payege
madad bina kaise pahunch payege
madad karo madad karo madad karo

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Kundan Lal Saigal, Prithviraj Kapoor, Jagdish Sethi, Nimo, Leela Desai