Roman script

pyaar ye jaane kaisa hai

kya kahein ye kuchh aisa hai

kabhi dard ye deta hai 

kabhi chein ye deta hai

kabhi gam deta hai 

kabhi khushi deta hai

pyaar ye jaane kaisa hai 

kya kahein ye kuchh aisa hai

kabhi dard ye deta hai 

kabhi chein ye deta hai

kabhi gam deta hai 

kabhi khushi deta hai

din to guzarte hain jiske khayaalon mein

raatein guzarti hain uski hi yaadon mein

waqt milan ka aaye to baagon mein

jhoome baharein phulon ki kaliyon mein

bhanvaron ki toli aaye

kaliyon pe vo mandaraaye

darr ye fiza ka bhi dil se mitaaye

aankhon pe chhaye hain sapna banke to

koi paraaya aaye apna banke

chalte chalte hi raahon ki dhoop mein

saathi mil jaaye koi saaya banke

manzil aaye na aaye ya koi toofan aaye

dilwaalon ko ye jeena sikhaaye

pyaar ye jaane kaisa hai 

kya kahein ye kuchh aisa hai

kabhi dard ye deta hai 

kabhi chein ye deta hai

kabhi gam deta hai 

kabhi khushi deta hai

pyaar ye jaane kaisa hai

Explore this song