Roman script

pyar se pyara kuch bhi nahi 

pyar se pyara kuch bhi nahi 

ma ke man ka sahara mile to 

janam ye sara kuch bhi nahi

pyar se pyara kuch bhi nahi 

pyar se pyara kuch bhi nahi

husne hi mala subha bnaras 

ya tu avadh ki shan 

sun pariyo ki razkumari 

hum to iske devta

zulfe teri sawan ke badal

aankhe gulabi zam

tujhko kahu gulbadan gulbadama

kya du tujhko naam

masti bhari is char ke aage 

nadiya ki dhara kuch bhi nahi 

pyar se pyara kuch bhi nahi 

pyar se pyara kuch bhi nahi

Explore this song