Roman script

koi na koi raasta jarur nikaalenge

ha baaki to kuchh karne ki jarurat nahi

aur koi kasar baaki rah jaaye

to sambhaal lega pyaar 

pyaar pyaar pyaar pyaar 

pyaar pyaar pyaar pyaar

ek hi rut ek mausam hai pyaar 

ek dost ek hamdam hai pyaar 

kabhi ghar aaya mehamaan hai pyaar 

ek hi khidaki ka aasma

pyaar pyaar pyaar pyaar

pyaar pyaar pyaar pyaar

he pyaar pyaar pyaar pyaar

pyaar pyaar pyaar pyaar

tan ki chaahat ki singaar hai pyaar 

are man ki fursat ka itwaar hai pyaar 

pyaar pyaar pyaar pyaar

pyaar pyaar pyaar pyaar

aaine par jo bindiya hai pyaar

daupahar ki vo nindiya hai pyaar 

aadhi raato ki coffee hai pyaar 

ek chaay aandhi aandhi hai pyaar

pyaar pyaar pyaar pyaar

pyaar pyaar pyaar pyaar

Explore this song