Roman script

pyaar ne kaise din ye dikhaye 
pyaar ne kaise din ye dikhaye
koi dil na kisi se lagaye 
pyaar ne kaise din ye dikhaye 
pyaar ne kaise din ye dikhaye
koi dil na kisi se lagaye 
pyaar ne kaise din ye dikhaye 
pyaar ne kaise din ye dikhaye
hain tasavvur me gujre jamane 
aaj bhi ham hain unke divane 
hain tasavvur me gujre jamane 
aaj bhi ham hain unke divane 
aaj bhi ham hain unke divane 
koi unko ye jaakar bataye 
koi unko ye jaakar bataye 
koi dil na kisi se lagaye 
pyaar ne kaise din ye dikhaye 
pyaar ne kaise din ye dikhaye
hasrate ro rahi hain machal kar 
raat gujre hain karvat badal kar 
hasrate ro rahi hain machla kar 
raat gujre hain karvat badal kar 
raat gujre hain karvat badal kar 
khaab aankho ne fir bhi sjaye 
khaab aankho ne fir bhi sjaye
koi dil na kisi se lagaye 
pyaar ne kaise din ye dikhaye 
pyaar ne kaise din ye dikhaye
zindagi me ye kya mod aaye 
jo the apne huye wo paraye 
zindagi me ye kya mod aaye 
jo the apne huye wo paraye 
jo the apne huye wo paraye 
saath hain unki yado ke saye 
saath hain unki yado ke saye 
pyaar ne kaise din ye dikhaye 
pyaar ne kaise din ye dikhaye
koi dil na kisi se lagaye 
pyaar ne kaise din ye dikhaye 
pyaar ne kaise din ye dikhaye

Song details

singer: Jaswant Singh, Anuradha Paudwal