Roman script

pyar ne di sada tumko aana pada

pyar ne di sada tumko aana pada

soo janam ka ye naata nibhana pada

pyar ne di sada

itni badi duniya me tum khoye the kaha

itni badi duniya me tum khoye the kaha

jane kitni raate hum tadpe hai yaha

jane kitni raate hum tadpe hai yaha

shamma ko aandhiyo me jalana pada

shamma ko aandhiyo me jalana pada

soo janam ka ye naata nibhana pada

pyar ne di sada ab na karu gi tumse

sikve ya gile ab na karu gi tumse

sikve ya gile

purab paschhim jab dono aa mile

purab paschhim jab dono aa mile

aasuo ko vahi muskurana pada

aasuo ko vahi muskurana pada

soo janam ka ye naata nibhana pada

pyar ne di sada

Explore this song