Roman script

pyaar mohabbat bewakoofi

ye dildaari bewakoofi

meethi meethi dhokebaazi

aitbaari bewakoofi

dil kaagaz ka tukda hai

angaaro pe mat rakhna

paagal pachtaayega tu aur kya

sulge sulge jazbo pe

geele geele se aansu

pal pal barsaayega tu aur kya

pyaar mohabbat bewaqoofi

ye dildaari bewaqoofi

meethi meethi dhokebaazi

aitbaari bewaqoofi

ye kyu mile vaade farzi jaali

ye kyu mili raate dardo waali

ye kyu aankhan mein hai laali

ye kyu mili neende kaali kaali

toota kyu aasmaan mera

rootha kyu savera

chhoota kyu rang rooh ka

chhoota is tarah

Explore this song