Roman script

bhagwan bhagwan bhagwan bhagwan

pyar mera jo tune luta samjhugi bhagwan hai jhutha

sabko naach  nachane wale soch le

aaj tera imtahan hai bhagwan

ek thi bavula nari

tune uska lachhindar de hi diya

saccha savitri ka pyar tha

usne yam se piya ko to le hi liya

pyar saccha mera de raha hai sada

ise chhinega kaise tu soch le

ye to mera satyawan hai soch le

aaj tera imtahan hai 

pyar mera jo tune luta samjhugi bhagwan hai jhutha

sabko naach  nachane wale soch le

aaj tera imtahan hai bhagwan

ansuya thi prem pyasi

rogi pritam ko usne bacha hi liya

sita thi raghuwar ki pyasi 

usne ravan se aanchal chuda hi liya

dekh le bhar gya ab ghada pap ka

papi ravan ki shakti ko noch le

tu to sarv shaktiman hai 

papi ravan ki shakti ko noch le

tu to sarv shaktiman hai 

bhagwan bhagwan bhagwan bhagwan

Explore this song