Roman script

pyar mai karunga, pasand mai karunga

pyar mai karunga, pasand mai karunga

magar shadi hogi daddy ki ijajat se

pyar ho kisi ka aur faisla kisi ka

pyar ho kisi ka aur faisla kisi ka

na ji na baj aayi mai to aisi mohbbat se

pyar mai karunga, pasand mai karunga

kahate hai daddy kisi par bhi mar mit

kahate hai daddy kisi par bhi mar mit

par mujhi se le shadi ka permit

par mujhi se le shadi ka permit

ranjha ne kisse ijajat li thi, majnu ne kiski nasihat li thi

ranjha ne kisse ijajat li thi, majnu ne kiski nasihat li thi

tabhi to bechare wo rah gaye kuware

tabhi to bechare wo rah gaye kuware

mujhko hai hamdardi un logo ki halat se

na ji na baj aayi mai to aisi mohbbat se

pyar mai karunga, pasand mai karunga

hamne tumne nain ladaye, daddy kaha se bich me aaye

hamne tumne nain ladaye, daddy kaha se bich me aaye

daddy na hote to mai bhi na hota, bapu tumhara jamai ko rota

daddy na hote to mai bhi na hota, bapu tumhara jamai ko rota

byah na sagai banane lage jamai

byah na sagai banane lage jamai

shadi tak dil rakho mutthi me sharafat se

magar shadi hogi daddy ki ijajat se

pyar ho kisi ka aur faisla kisi ka

na ji na baj aayi mai to aisi mohbbat se

magar shadi hogi daddy ki ijajat se

o na ji na ji o ha ji ha ji daddy ki izazat se

Explore this song