Roman script

pyar lagawat prnay mohabbat

prem geet ya love laamur

naam kai par baat wahi hai

har kisse ki baat nayi hai

baat naa kuch kahne ki

baat naa kuch kahne ki

baat naa kuch kahne ki

baat naa kuch kahne ki

to kya gumsum rahne ki

pyar lagawat prnay mohabbat

prem geet ya love laamur

naam kai par baat wahi hai

har kisse ki baat nayi hai

yaaro se aankh chupaaye

dil ki dil me baat chupaaye

dard na khole khushi na bante

jis ke liye murabbat kaante

band krega hum bhi foran usse hukka pani

kya samjhe jaani

pyar lagawat prnay mohabbat

prem geet ya love laamur

naam kai par baat wahi hai

har kisse ki baat nayi hai

baat naa kuch kahne ki

pyar lagawat prnay mohabbat

prem geet ya love laamur

naam kai par baat wahi hai

har kisse ki baat nayi hai

baat naa kuch kahne ki

dhai aakhar jo padh jaaye

dhai aakhar jo padh jaaye

aalim fazil guru kahaye

aalim fazil guru kahaye

teen yaar me ek ki jam gayi

do ki bhi ummide jag gayi

teen yaar me ek ki jam gayi

do ki bhi ummide jag gayi

chamkegi takdeer jarur

samjh gaye na baat huzur

samjh gaye na baat huzur

Explore this song