Roman script
pyar ko madhur madhur ikrar ko are ye duniya kya jane ki hum to parwane bade hi mastane tumhare diwane jhum ke hansi khusi se jhum ke mile najar ke paimane wafa ke afsane ki hum bhi diwane tumare parwane tum jo mile to mile hai do jahan ke rahe gayi duniya jahan thi vahan tum jo mile to mile hai do jahan ke rahe gayi duniya jahan thi vahan hamari tumari amar dasta jhum ke hansi khusi se jhum ke mile najar ke paimane wafa ke afsane ki ham bhi diwane tumhare parwane chand nahi dekhu na dekhu asamaan baat hai jo tujhme wo unme kahan chand nahi dekhu na dekhu asamaan baat hai jo tujhme wo unme kahan tumhare hi dam se najare jawa tumhare hi dam se najare jawa pyar ko madhur madhur ikrar ko are ye duniya kya jane ki hum to parwane bade hi mastane tumhare diwane lo aba to gira do ada ki bijliyan ki main to sharmau kahega kya sama ke ab to gira do aada ki bijliyan ki main sharmau kahega kya sama jalegi duniyan mere meharban jalegi duniyan mere meharban jhum ke hansi khusi se jhum ke mile najar ke paimane wafa ke afsane ki hum bhi diwane tumare parwane pyar ko madhur madhur ikrar ko are ye duniya kya jane ki hum to parwane bade hi mastane tumhare diwane
Song details
- Singer: Asha Bhosle
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Phoolon Ki Sej (1964)
- Composer: Adi Narayana Rao
- Lyricist: Hasrat Jaipuri
- Actor: Ashok Kumar
- Actor: Vyjayantimala
- Actor: Manoj Kumar
- Actor: Nirupa Roy
- Actor: Mehmood
- Actor: Kanhaiya Lal
- Actor: Shobha Khote
- Actor: Mukri
- Actor: Lalita Pawar
- Actor: Anjali Devi
Song video
singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi
actor: Mehmood, Shobha Khote