Roman script

aye pyar kiya hai pyar karenge dunia se ab to hum na darenge

dunia ki aisi ki taisi are dunia ki aisi ki taisi

are  pyar kiya hai pyar karenge dunia se ab to hum na darenge

dunia ki aisi ki taisi arey dunia ki aisi ki taisi

dil diya dil liya to bura kya kiya hey pyar kiya hai pyar karenge

dunia se ab to hum na darenge

dunia ki aisi ki taisi arey dunia ki aisi ki taisi

chupke gunah to dunia kare pyar ke sar ilzam lage

arey chupke gunah to dunia kare pyar ke sar ilzam lage

chal pe chal zamana chale tohamat yaar ke naam lage

ha ab to bharam ye tut chuka hai ab to bharam ye tut chuka hai 

dunia ye dunia hai kaisi arey dunia ki aisi ki taisi 

dil diya dil liya to bura kya kiya

ha pyar kiya hai pyar karenge dunia se ab to hum na darenge

dunia ki aisi ki taisi arey dunia ki aisi ki taisi

pyar ka kyu koi mol kare pyar to pyar hai sauda nahi

pyar ka kyu koi mol kare pyar to pyar hai sauda nahi  

yaar ka pyar kharide yaha aisa huya koi pada nahi

apne lahu ka sauda kare ye apne lahu ka sauda kare ye

dunia ye dunia hai aisi arey dunia ki aisi ki taisi

dil diya dil liya to bura kya kiya 

ha pyar kiya hai pyar karenge dunia se ab to hum na darenge

dunia ki aisi ki taisi arey dunia ki aisi ki taisi

pyar pe jurm to hote rahe aaj nahi sadiyo se yaha 

pyar pe jurm to hote rahe aaj nahi sadiyo se yaha 

pyar ye marke bhi zinda rahe pyar mita ye mita hai kaha 

hey suli chada de zinda jala de suli chada de zinda jala de

zulamo ki parwah hai kaisi

dunia ye dunia hai aisi arey dunia ki aisi ki taisi

dil diya dil liya to bura kya kiya 

ha pyar kiya hai pyar karenge dunia se ab to hum na darenge

dunia ki aisi ki taisi arey dunia ki aisi ki taisi

Explore this song