Roman script

pyar ki khoyi hui daulat ko pane ke liye 
aaye the ham dil ki duniya ko btane ke liye 
magar dil ki duniya mita ke chale 
haye mita ke chale ....
kaleje par ik chot kha ke chale 
haye kha ke chale ...
hame jisne ek bar dhokha diya 
dhokha diya ....
nigahemi mila ke kinara kiya 
kinara kiya ....
dubara use aajma ke chale 
kaleje pe ik chot kha ke chale 
haye kha ke chale ....
mohabbat ki khatir wfa ke liye 
ham aaye the gam ki dwa ke liye 
nya rog ji ko lga ke chale 
kaleje pe ik chot kha ke chale 
haye khake chale ....
hme ab kisi ka sahar nhi 
sahar nhi ....
jmane me koi hmara nhi 
koi hmara nhi ....
jamane se daman chhuda ke chale 
kaleje pe ik chot kha ke chale

Song details

Song video

Watch on YouTube