Roman script

itna hansi chehara tera bas me nahi 

dil hi mera maf karna jo bhul ho jaye

pyar ki jab koi bat chali tum yaad aaye 

pyar ki jab koi bat chali tum yaad aaye  

jab sinduri jab sinduri sanjh dhali tum yaad aaye

pyar ki jab koi bat chali tum yaad aaye 

itna hansi chehara tera bas me nahi 

dil hi mera maf karna jo bhul ho jaye

sath ho jab tak zinda hai tab tak tumse bichhadkar mar jayenge

jaan tumhari ab hai hamari tum bin hum na ji payenge

kya kaha jana haye mar jayenge maf karna jo bhul ho jaye

taro ki barat chali tum yaad aaye

jab sinduri sanjh dhali tum yaad aaye

pyar ki jab koi bat chali tum yaad aaye 

itna hansi chehara tera bas me nahi 

dil hi mera maf karna jo bhul ho jaye

pyar ka jadu chhane laga hai jis ka dar wahi bat huyi hai

kya hoga anzam yu na socho chahat ki shuruvat huyi hai

pagal mosam tanha hum tum maf karna jo bhul ho jaye

tan me komal agan jali tum yaad aaye

jab sinduri sanjh dhali tum yaad aaye

pyar ki jab koi bat chali tum yaad aaye 

itna hansi chehara tera bas me nahi 

dil hi mera maf karna tum yaad aaye

Explore this song